Tuesday, June 15, 2010

Bolo Bolo - EP Lyrics

Sajjad Ali Song sung By EP as Tribute

bolo bolo tum nay kya daikha
bolo bolo tum nay kya daikha
tum nay meray main
kya daikha

aisay tho chehray huzaron hain
meri udaas nigahon mein tum nay kya daikha
kya daikha

meri gaari daikhi
ya mera bangla daikha
ya mera saara bank balance daikha
na meray sapnay daikhay
na mera jazba daikha
na mera toota hua dil daikha

tumhay pyar mujh se nahin hai

pyar mujh se nahin hai
merin tumsay duur chala jaon
ya paas chala aon
iqraar mujh se nahin hai
ohohooooo wowowoooo

bolo bolo tum nay kya daikha
bolo bolo tum nay kya daikha
tum nay meray main
kya daikha

aisay tho chehray huzaron hain
meri udaas nigahon mein tum nay kya daikha
kya daikha

yeh khabar na thi
yeh patha na tha
kay tum jhoota pyar ho
tumhay apna kaha
tumhay pyar diya
likin tum koi aur ho

tumhay pyar mujh se nahin hai
pyar mujh se nahin hai
merin tumsay duur chala jaon
ya paas chala aon
iqraar mujh se nahin hai

tumhay pyar mujh se nahin hai
pyar mujh se nahin hai
merin tumsay duur chala jaon
ya paas chala aon
iqraar mujh se nahin hai

meri gaari daikhi
ya mera bangla daikha
ya mera saara bank balance daikha
na meray sapnay daikhay
na mera jazba daikha
na mera toota hua dil daikha

tumhay pyar mujh se nahin hai
pyar mujh se nahin hai
merin tumsay duur chala jaon
ya paas chala aon
iqraar mujh se nahin hai


via GetaLyric

No comments: