Tuesday, June 15, 2010

Tann Dolay - Noori (Lyrics)

Tann dolay jab baar baar baar
dil bolay ab aar hai ya paar
jo nahin janey woh sun le mere yaar
ab maano nahi haar
yahi to teri apni hai zameen
kyun na de gi ab tujh ko yeh qaraar
jo nahi jaaney woh sun ley merey yaar
ab mano nahi haar

Ab chahay dil mera sach bolna
tham jaey zindagi na dolna
maa meri maa mujh ko na chorna
mitt jaye bandagi, par haar kar ab tu kyun jeeyay
beet jayay zindagi, par dil tera kyun jaagey na
teri naiyya hai us paar

Tann dolay jab baar baar baar
dil bolay ab aar hai ya paar
jo nahin janey woh sun le mere yaar
ab maano nahi haar
yahi to teri apni hai zameen
kyun na de gi ab tujh ko yeh qaraar
jo nahi jaaney woh sun ley merey yaar
ab mano nahi haar

Lagey tere aas jab tootna
dhall jaye gham tum na bhoolna
ghoom jaye tu kahin to raahon ka pata tu dhoonday
chup jaye har khushi par aarzoo tu choray
na tera rona hai bekaar

Tann dolay jab baar baar baar
dil bolay ab aar hai ya paar
jo nahin janey woh sun le mere yaar
ab maano nahi haar
yahi to teri apni hai zameen
kyun na de gi ab tujh ko yeh qaraar
jo nahi jaaney woh sun ley merey yaar
ab mano nahi haar

Ab nahi tham sakey woh toofaan jo jaga tayray maan may
ab nahi mar sakey teree dhal hai ab tera eeman
tujhe banna hai insaan

Kabhi na kabhi to jaagey josh tera
loot ley yeh gharee anmol
kabhi na kabhi to jhoomay munn tera
jhoom ley keh yeh khushi kay hain bol
teray tann main terey mann mein
har tarang mein bajh raha dhol
tu hai ek heera anmol

Tann dolay jab baar baar baar
dil bolay ab aar hai ya paar
jo nahin janey woh sun le mere yaar
ab maano nahi haar
yahi to teri apni hai zameen
kyun na de gi ab tujh ko yeh qaraar
jo nahi jaaney woh sun ley merey yaar
ab mano nahi haar

Tann dolay jab baar baar baar
dil bolay ab aar hai ya paar
jo nahin janey woh sun le mere yaar
ho ab maano nahi haar

via KoolMuzone

No comments: